Android Mobile Ko Root Kaise Kare

Android Mobile Ko Root Kaise Kare 

Android Mobile Ko Root Kaise Kare? Hello friends mai aapko btauga ki Android Mobile ko Root Kaise Kare Bina PC/computer/laptop ke. maine suna Bahut se log Root Karne se darte hai jo Root nhi kar paate hai. 

main aapko bta du mene life me Bahut se Android Mobile ko Root kiya hai jo aaj tak koi bhi problem nhi aayi hai, kahi log sochte hai ki Root Karne se usko Phone ki warranty khatam ho jaayegi or unko Phone on hona hamesa ke liye band ho jayega. Or kaam karna band ho jayega. 


Esa kuch nhi hai. Mobile ko Root Karne se Mobile Phone ke features or badh jaate hai. me aapko esa Apps ke bare me btane jaa rha hu jisse aap Without PC ke Android Mobile ko Root kiya jaa Sakta hai. wo hai framRoot, vRoot, z4Root, kingRoot, towel Root, CF Root, kingoRoot, IRoot, etc.
wese me aapko bta du Root se humari Android Phone ki speed capicity bada skte hai, or sath me Android Phone me Root Karne se bettry life or bhi achhi ho jati hai, Mobile ko Root Karne se ram ko badaya jaa Sakta hai, 

sath me install kiye hue App ko Memory card me move kiya ja Sakta hai, sath me Mobile Phone me Root se Mcent, slide, True balance Jaise App ko Root ke dwara sab kuch change Karke unlimited paise kmaya (earn ) kiya ja Sakta hai?

Apne Android Mobile Phone ko Root Kaise Kare Without PC

Agr aap third-party Apps use kar chahte hai to uske liye Mobile ka Root hona jruri hai, kisi user ke pass computer/PC/ laptop nhi hone ke karan Root nhi kar paate hai. lekin main aapko Bina PC ke Root karna btauga ki Kaise Root karte hai Android Mobile ko one click pe.

Root kya hota hai iska kya use hai


Root ek advance features and third-party system hai jo experimental hota hai. jisse aap Android Phone ko chahe Jaise kar skate hai, chahe aap Android id, ip address, imei number, jaisa chahe change kar skate hai.

Root Karne ke Fayde (Benefits):-


  • Kisi Android Mobile ke IMEI number change karna
  • Apne Android Phone ka ip address change karna
  • Phone Memory me install kiye hue Apps ko Memory card me move karna
  • Android Mobile ka cpu performance badiya karna
  • Root se ram Memory ko badhana

  • Rooted Mobile me Real bachup liya ja Sakta hai(all data backup as like contact num. sms data, google data, Android data etc)
  • Root se Custom rom ko badhana
  • Wifi hack karna
  • Apps ko crack karna
  • Hack karna
  • Rooted Android Phone me kisi ka Password crack karna
  • Rooted Mobile me Bettery life achhi karna
  • Or bhi Bahut kuch

Mobile Root Karne se Nukshan (disadvantage)

  • Rooted Android Mobile kabhi bhi dead ho Sakta hai( but esa Bahut kam chance hai)
  • Root illegal type ka method hai. Rooting Karne se Aapka Mobile sab khatam ho Sakta hai yaha tak warranty bhi khatam ho skati hai.
  • Root Karne se  Apps crack ho sakta hai.
  • Kuch cheej missing ho  skati hai mtlb koi bhi file ud skati hai( Android data, bachup or bhi Bahut kuch)

  • Ek Root ho jane ke bad OTA process se update nhi kar paoge.( agr Aapka Mobile Phone Pahle se Rooted hai to zip file ke dwara Android Mobile ko update ke liye use kiya ja Sakta hai, mtlb update Karke dead hone se bachaya ja Sakta hai)
  • Root hone ke bad google Play Store open hona band ho Sakta hai( other gmail se login Karke dobara chalu Karke skate hai)
  • Root Karne ke bad Aapka google wallet band bhi ho Sakta hai, bad me install bhi nhi hoga.
Note:- Mene jitne bhi nuksan Bataya gya hai. wo Bahut hi kam logo ke hote hai.matalab 1000 Phone mese 1 Phone esi halat me ho skati hai

Android Mobile ko Without PC ke Root Karne Se Pahle Important (Jaruri) Baate

  • Mobile ki Battery life minimum 60% charge hone jruri hai
  • Aapka Mobile me backup bana lena chahiye (backup jo contact number, App and other much more)
  • Or Mobile me “Unknown Source” enable hona chahiye (setting>>security>>Unknown Source)
  • Phone Memory jo bhi data save hai unko Memory card me copy kar le( warna data udd jayege)

Android Phone Ko Root Kaise Kare Top Best Apps To Root in Hindi

1. KingRoot:-


kingroot se android mobile phone ko root kaise kare

yeh Kingroot App Android Mobile ko Root Karne ka sabse best App hai jisse hum kuch seconds me aasani se Root kiya ja Sakta hai. iske liye Pahle Check kar le kon konse Mobile Root kiya ja Sakta hai. yeh App Bahut se Android ko Root karta hai. but yeh sabse Achha mtk Phones ko perfect Root karta hai.
Download Kare Download (Apk )

2. FramaRoot se Android Mobile Root Kare

yeh bhi Android ke liye sabse Achha Root Karne ka software hai. FramaRoot App se aapke aapko Mobile ko kuch hi second me Root kiya Sakta hai. isme jayada time nhi lgta hai.

FramaRoot konse Android Mobile ko Root karta hai. yaha Check Kare
Download Kare FramaRoot App
Download Kare FramaRoot (Apk)
Download Kare FramaRoot ( FramaRoot App all verion ke liye yaha se Kare {jo bhi aap karna chahte hai} )

3. VRoot App Se Mobile ko Root Kare


vRoot bhi FramaRoot se milta julta hai, yeh vRoot software use karna Bahut hi aasan or simple install Karne me aasani hai.
Download Kare VRoot App
Download Kare VRoot App ( PC ke Liye )

4. Z4Root App Se Phone ko Root Kare


yeh bhi Bahut Achha App hai isse har Mobile ko Root kiya ja Sakta hai, isme 2 method dwara Root kiya ja Sakta hai. z4Root App china Mobile ko Root Karne ke liye best App hai.
  • Temproray Root:- agr aap temproray Root karna chahte hai to Aapka Android Phone ko restart Karne per Root kiya hua Phone hat jayega.
  • Permanent:- yeh method use Karege to Aapka Mobile ka Root tab tak nhi hatega(remove) nhi hatega jab tak aap khud unRoot nhi Karenge.
Download Kare Z4Root App

5) CF Root se Android Root Kare

yeh CF Root App se Samsung users ke liye best App hai. is CF Root ki madad se aasani se Root kiya ja Sakta hai.

CF Root Download Karne ke liye niche diye gye link per click Karke waha samsung list open ho jayegi or waha jo bhi Aapka samsung ka modal hai wo App Download Kare ( other Download karoge to working nhi Karega)
Download Kare CF Root App

6) Towel Root Se Mobile Root Kare

Towel Root bhi esa hi Root Karne ka software hai. yeh towel Root 4.4.2 Android version users ke liye Achha Root karta hai, Towel Root Apps se Samsung Android Mobile ke liye use kiya jata hai. samsung Mobile Phone ko Root Karne ke liye sabse jyada Towel Root Apps se Root karte hai.
Download Kare Towel Root App

7) IRoot App Se Mobile ko Root Kare

yeh bhi same wesa hi Root hai but Bahut se App banne ki wajah se Root Karne me aasani kar diya hai. yeh other company ke Mobile ko bhi Root kar deta hai. jisse one click per Root kiya ja Sakta hai.
Download Kare iRoot App ( latest version both PC & Mobile)

8) Kingo-Root Se Phone Android ko Root Kare

kingroot se android mobile phone ko root kaise kare

Without PC ke is App se Mobile Phone ko Root kiya ja Sakta hai. but is kingoRoot App se Mobile ko Root Karne ke liye internet ki jarurt padegi. Or yeh Bahut kam MB ka hai. iski size 1.1 MB hai.
Download Kare Kingo Root App ( Apk )

Kaise Check Kare ki Mobile Root hai ya nahi Kaise Check Kare

Agr aap janna chahte hai ki Aapka Android Mobile Root hua hai ya nhi to Tension lene ki jarurt nhi hai. hum isko Check Karne ke liye bhi App ki help se Mobile Root ko Check kiya ja Sakta hai.

  1. Sabse Pahle Root Checker App Download Kare
  2. Download Karne ke bad App ko open Kare
  3. Super user permission” ko grant Kare
  4. Garant per click Karne ke bad agar Aapka Mobile yeh message show Kare “ congratulation, your Mobile is Rooted” to Aapka Mobile Root ho chuka hai.
Agar in sab mese koi sa bhi Root working nhi Kare yaa Root nhi ho to nirash hone ki jrurt nhi hai, aap google me Apna device ke name ke Sath Check Kare

(example:- “How Root Samsung galaxy on5 pro” ) Jaise name Dalke search kar skte hai. 

Last words:- Android Mobile device ko aasani se Root Karke Bahut kuch advance technology ki tarah ki use kiya ja skata hai jo mene iske fayde Bataya tha. 


jo mene 8 method se Root karna Bataya hai, jo yeh aap logo ke liye Root karna usefull hai, is prakar dosto Bina computer ke Mobile Phone ko Root kiya ja skat hai.

Tagline,Android Mobile Ko Root Kaise Kare ,root kaise kare without pc,

Comments

  1. If you're trying to lose kilograms then you absolutely need to start following this totally brand new personalized keto diet.

    To create this keto diet service, certified nutritionists, fitness trainers, and professional cooks united to develop keto meal plans that are useful, painless, economically-efficient, and delicious.

    Since their first launch in early 2019, thousands of people have already remodeled their figure and well-being with the benefits a great keto diet can provide.

    Speaking of benefits: in this link, you'll discover 8 scientifically-confirmed ones provided by the keto diet.

    ReplyDelete
  2. Nice Article, Blog theme of your website is also very user friendly. Digital Marketing information is also good on this blog. Also checkout - Best SEO Tools List
    Thanks

    ReplyDelete